کی حق سے فرشتوں نے اقبال کی غمازیگستاخ ہے، کرتا ہے فطرت کی حنا بندی
Ki Haq Se Farishton Ne Iqbal Ki GhammaziGustakh Hai, Karta Hai Fitrat Ki Hina Bandi
To God the angels did complain ʹGainst Iqbal and did sayThat rude and insolent is he, Nature he paints much gay.
خاکی ہے مگر اس کے انداز ہیں افلاکیرومی ہے نہ شامی ہے، کاشی نہ سمرقندی
Khaki Hai Magar Iss Ke Andaz Hain AflakiRumi Hai Na Shami Hai, Kashi Na Samarqandi
Though born of mud and water, yet A god assumes to be:Not bound to any home or land, Of earthly ties is free.
سکھلائی فرشتوں کو آدم کی تڑپ اس نےآدم کو سکھاتا ہے آداب خداوندی!
Sikhlayi Farishton Ko Adam Ki Tarap Iss NeAdam Ko Sikhata Hai Adaab-e-Khudawandi!
To throngs of Heaven he has taught, Like man, to fret and pine.To clay‐made man he fain would teach, The wont and mode divine.
From Bal-e-Jibril (1935) by Allama Muhammad Iqbal · verified text, Iqbal Academy Pakistan
