مری نوا سے گریبان لالہ چاک ہوانسیم صبح، چمن کی تلاش میں ہے ابھی
Meri Nawa Se Greban-e-Lala Chaak HuwaNaseem-e-Subah Chaman Ki Talsh Mein Hai Abhi
The poppy heard my song and tore her mantle;The morning breeze is still in dearch of a garden.
نہ مصطفی نہ رضا شاہ میں نمود اس کیکہ روح شرق بدن کی تلاش میں ہے ابھی
Na Mustafa Na Raza Shah Mein Numood Uss KiKe Rooh-e-Sharaq Badan Ki Talash Mein Hai Abhi
Ill lodged in Ataturk or Reza Shah,The soul of the East is still in search of a body.
مری خودی بھی سزا کی ہے مستحق لیکنزمانہ دارو رسن کی تلاش میں ہے ابھی
Meri Khudi Bhi Saza Ki Hai Mustahiq LekinZamana Daar-o-Rasan Ki Talash Mein Hai Abhi
This thing I am may merit chastisement;Only—the world is still in search of a gibbet.
From Zarb-e-Kaleem (1936) by Allama Muhammad Iqbal · verified text, Iqbal Academy Pakistan
